Friday, April 21, 2006

...




Kitnaa ajeeb hai yeh ghar,
Yahaan ki khidkiyan darwaaje ko,
aur darwaaja khidkiyon ko taaktaa hai...
Aur kitnaa ajeeb hai yeh safar,
Raston ke musaafiron ki nazar gharon par hai,
Aur ghar me baithaa har musataajir,
Baahar jaate raaste ko jhaankataa hai...

0 Comments:

Post a Comment

<< Home